Ik Kudi Punjab Di – Part 67

contents.dk 2017-05-12 Comments

This story is part of a series:

Mujhe apna feedback dene ke liye kripya kahani ko ‘like’ jarur kare, taaki kahaniyon ka ye dor story.evros-vit.ru par apke liye yun hi chalta rahe.

Aas pass ke sabhi gaon me Manpreet ke baare me pta chal gya tha aur sab ke sab Manpreet ko bahot bura bhala keh rhe the. Reet ko kuchh samjh nhi aa rha tha ki ab wo kya kare, lekin aaj use samjh aa gya tha ki bure kaam netiza bhi bura hi hota hai. Usne aur uski mummy ne apni izzat ko kuchh nhi samjha tha aur is liye aaj use apne bure karmo ka fal mil gya.

Aman bhi Reet ke saath hue is hadse ko dekh kar ek dam heran reh gyi thi aur aaj se usne kasam kha li ki aaj ke baad wo koi bhi koi galat kaam nhi karegi.

Puri kahani me sirf do log khush the jo ki Sukh aur Simran the jinhone ek dusre ko sacha pyaar kiya tha aur aaj unka sacha pyaar unki jindgi ban chukka tha aur Simran ne humesha se hi apni izzat ko apne bas me rakha aur jinhone ne bhi apni hawas mitane ke liye apni izzat ko daao par lagya aaj unke samne unke karmo ka faal tha.

Reet kuchh din Aman ke ghar rhi aur wo na to unhe kuch bolti thi aur na hi unse kuch puchti thi. Akhir ek din Reet bina batye unke ghar se apna beg laker nikal gyi. Wo apne gaon ki unhi galiyo se chali ja rhi thi jahan par wo chhoti se itni badi hui thi uska ek ek kadam use apne gaon se door karta ja rha tha. Aaj use apni galtiyon ka ehsas ho rha tha kyoki uski ye galtiya use apne gaon se use door kar rhi thi.

Par is sabke baad wo apne gaon se door aur bahot door chale jana chahti thi.

— The End —

Dosto main umid karta hoon apko meri ye kahani pasand aayi hogi aur agar aisa hai to kripya apni mulyevaan pratikriya/feedback niche comments me ya mujhe email jarur kare, ye is kahani me aakhri baar hai jo main apse feedback maang rha hai umid hai ye lambi kahani padhne ke baad aap kam se kam ek baar mujhe apne kimti feedback jarur denge, taaki main ek baar fir apke liye lot saku ek aur nayi kahani ek aur naye kisse ke sath, tak tak ke liye chahunga apse vidai, dhanyawaad.

[email protected]

What did you think of this story??

Comments

Scroll To Top