Zindagi, Ek Anokha Safar – Episode 7

contents.dk 2018-03-23 Comments

This story is part of a series:

Karan – Beta tu samjhdar hai. Acha ek game khelte hai tum mujhe ek muka maro main bhi tumhe ek muka marunga.

Ladka 2 – Mast idea hai ye toh.

Karan – Ek shart hai jo niche gir gya wo haar gya.

Sabhi bole – Thik hai toh shuru karo.

Karan – Toh aajao.

Ladka 1 ek jo abhi niche gira tha wo khada ho kar ek muka Karan ko marta hai.

Karan – Nhi beta tujhme dam nhi hai. Koi aur hai toh aayo.

Aise hi ek ek karke sab aate hai par koi bhi Karan ko niche nhi gira pata.

Ladka 7 – Dekho ab Lucifer bhai game me badlav karte hai.

Aarif – Tujhe kese pata.

Ladka 7 – Main inko bahot bada fan hoon.

Aarif – Acha ji.

Karan – Ab game change kuch aisa hai ki time kam hai tum sab ek sath aayo.

Tabhi sab ek sath Karan ko marne ke liye aa jate hai. Par Karan ne sab ko mar mar dher kar diya. Last wale ladke ko usne ek flying kick mari.

Ladka 7 – Bhai maja aa gya aaj toh.

Karan – Chal ab nikal in sab ko yhan se. Wese tu mujhe baar baar kyo mil rha hai.

Ladka 7 – Bhai kismet hai.

Karan – Ok

Ladka 7 – Wese bhai main Aadil agar koi kaam ho toh jarur yaad karna.

Karan – Acha agar jarurat padi toh jarur yaad karunga. Ab in salo ko ache se samjha diyo ki main sab kuch bardash kar lunga. Par ladkiyo par buri najar dalne wale ko bardash nhi karunga.

Idhar sari ladkiya Aarif ke pass aati hai.

Ladki 1 – Thank you so much.

Aarif – Are isme thank you wali kya baat hai. Ye toh humra farj tha.

Ladki 1 – Itne logo me se aapne himmat dikhayi. Khair main Simran aur ye Nisha.

Aarif – Well main Aarif aur wo betha coffee pi rha hai wo.

Wo dono boli – Wo Lucifer hai main use janti hoon.

Aarif – Haan wo wo hi hai.

Simran – Ok aaj se hum friends hai.

Aarif – Ok ok.

Nisha – Wese apne dost se toh milwa do.

Aarif – Chalo fir.

Aarif – Bhai ye hai Simran aur ye hai Nisha.

Karan – Toh main kya karun ?

Karan mann me bola – Ye Nisha toh Sighaniyano ki ladki hai. Kyoki papa keh rhe the ki wo bahot hi khoobsurat hai. Paka ye wo hi hai.

Aarif – Bhai ye aaj se humari friends hai.

Karan – Humari nhi abe ye sirf teri hai, Khair class ka time ho gya hai main ja rha hoon tune aana hua toh aa jayio.

Aarif – Sorry ye aisa hi hai.

Nisha – Koi baat nhi ab hume bhi class me jana chayie.

Aarif – Haan kyo nhi.

Tino class me chale jate hai. Class me puchne tak tino me baat ho rhi thi.

Nisha – Wese apne apna naam intro me Karan Thakur bataya tha naa.

Nisha man me papa toh keh rhe the ki mere dost ka beta hai Karan wo bhi isi college me samne stream me hai. Toh ye Aarif Karan hai ya jhuth bol rha hai kamina.

To be continued.. Like, share and comment for more!

What did you think of this story??

Comments

Scroll To Top