Chuchiyan Uski Gol Matol – Part II

contents.dk 2015-08-13 Comments

This story is part of a series:

Ab tak aapne padha ki anita gorav ki batmiji par uske muh par ek jordaar thapad marti hai aur wo thapad gorav ke muh par itni jor se lagta hai ki pure koridoor me aawaj sunayi deti hai aur sabhi usi taraf dekhne lag jate hai ab aage…

Thapad padte hi gorav gusse me lal ho gya aur usne gusse bhari najro se anita ko dekha, par main main to ye dekh kar heran thi ki anita par uska koi asar nahi pada, wo bas yun hi ek sherni ki tarah sina taane wese hi khadi rahi aur use dekh kar to ye lag raha tha ki jese wo keh rahi ho aa mujhse panga le fir main btati hoon ki main kya chij hoon.

Gorav – Saali teri itni himat.. tume mujhe thapad maara!

Anita – Ab ek or khana hai kya?

Gorav aage badhne laga par tabhi waha kuch teacher bhi aa gaye aur une dekh kar shayad gorav ne waha se khisak jana hi thik samjha.

Gorav – Iska badla main jarur lunga tujhse yaad rakhiyo.

Anita – Jaao jaao apna kaam kro.

Gorav ke jaate hi anita mudi aur ab uski najre muh par thi, uski aankho me dekhte hi mujhe ek ajib sa ehsas hua jo shayad mujhe kabhi nahi hua tha aur main bas use thank you bolne hi wali thi ki usne apni ankhe ghumayi aur aage ki badhne lagi, uska aisa karna mere liye ajib sa tha, par main is baat ko ignore karte hue uske pichhe gayi.

Main – Are suno anita?

Wo ruki aur mud kar meri aur dekhne lagi.

Main – Thanks!

Anita – Ohh achha par mujhe tumhare thanks ki koi jarurat nahi hai.

Jab usne ye kaha to meri kuch samajh me nahi aaya ki main kya bolun aur wahi hua bhi mere pass shabd nhi the aur wo apne raste par sidhi chalne lagi aur waha se chali gayi, us din main ghar jate wakt bas anita ke baare me hi soch rahi thi mere dimag me bahot se sawal the ki usne meri madat kyo ki aur gorav ko thapad mara aur fir mujhse dhang se baat tak nhi ki, wo din mere liye bada bekar raha main bas yun hi sochti rahi aur dekhte hi dekhte raat aur raat se subah ho gayi.

Agle din jab main college pahonchi to meri najre bas anita ko hi dhundh rahi thi, main bas usse ek baar baat karna chahti thi aur mera ye intzar jada lamba bhi nahi tha, agle kuch hi palo me anita class room me enter hui aur use dekhte hi mere dil me ek ajab se khushi chha gayi, aisa kyo hua main nhi janti par mere liye ye thoda ajib tha, par maine sab bhul kar uski aur badhna shuru kiya aur jese jese main uske najdik jaa rahi thi mere dil ki dhadkan bahot tej hoti jaa rahi thi, mere liye ye bahot ajib tha kyoki maine pehle kabhi aisa mehsus nahi kiya tha.

Main – Hi…

Anita ne meri aur dekha aur dobara se dusri taraf dekhne lagi.

Main – Hi anita.

Anita – Kya hai?

Main – Mujhe tumse kuch baat karni hai.

Anita – Pa mujhe nahi karni.

Main – par kyon?

Anita – Kyoki mujhe darpok logo se baat karna pasand nahi.

Main – Main koi darpok nhi hoon.

Anita – Ohh achha mujhe to aisa nhi lagta.

Main – Dekho yaar please mujhe bas kal ke liye thanks bolna tha aur kuch nahi.

Anita – Maine tume kal hi keh diya tha ki mujhe tumhare thanks ki jarurat nahi hai.

Main – Tum aise kese baat kar sakti ho?

Anita – To main konsa tumse keh rahi hoon ki mujhse baat karo.

Main – Thik hai tumhari marji mujhe bhi tumse baat karne ka koi shonk nahi hai.

Anita – Bhaad me jaao mujhe koi parwah nahi.

Main (gusse me) – Dekho ab bas karo.

Anita (gusse me jor se boli) – Maine kaha na ki mujhe ki mujhe tumse koi baat nahi karni, ab jaao yaha se.

Uski aawaj itni tej thi ki puri class ne uski aawaj suni aur sab log humari taraf hi dekhne lage, anita ki harkat ne mere dil ki dhadkan ko itna badha diya tha ki mujhe samjh hi nahi aa raha tha ki main kya krun, mere saath aisa pehle kabhi nahi hua tha, wo din mere liye sabse bekaar tha main class me ho kar bhi nahi thi saari classes me sara din meri aisi hi halat rahi, mera dil bas ek hi baat keh raha tha ki ghar chal aur ek baar ji bhar ke ro.

Sabhi classes ho jane ke baad main ghar ke liye nikal hi rahi thi ki mere samne gorav aa gaya.

Gorav – Hi mona.

Main kuch nahi boli aur aage bahne lagi ki gorav ne mera hath pakda aur mujhe rok liya.

Main – Gorav mera hath chhodo.

Gorav – Ohh ye lo dear main to sirf tumse baat karna chahta hoon aur kuchh nahi.

Main – Dekho maine tume kal bhi kaha tha aur aaj bhi keh rah hoon mujhe baat mat karo.

Gorav – Please mona kya hum dost bhi nhi ban sakte?

Comments

Scroll To Top