Zindagi, Ek Anokha Safar – Episode 10
This story is part of a series:
Fir jab sham ho jati hai toh Neha didi use uthane aati hai.
Neha didi- Are mere raja uth ja dekh sham ho gyi hai.
Karan – Are didi mujhe sone do na.
Neha didi- Acha agar sona hi tha toh tune papa ke office jane ka unse promise kyo kiya.
Karan- Kya maine papa ko promise kiya tha.
Neha didi – Hanji apne promise kiya tha.
Karan ab uth kar beth jata hai aur time puchta hai.
Neha didi – Abhi toh Karan 5:40 hue hai aur tune 7 bj pahuncha hai isliye jaldi se tayar hoja.
Ab ye sun kar Karan washroom me ja kar shower leta hai aur tayar ho kar bahar sabke samne aata hai toh sab use dekhte hi reh jate hai.
Karan ki mummy- Aare Karan aaj toh tum gajab ke handsome lag rhe ho.
Ritu bua- Bhabhi apne sach kha.
Rupa bua – Han behen tu shi keh rhi hai.
Ritu bua- Agar main iske jitni hoti toh main toh isse shadi karleti.
Rupa bua- Acha toh ab bhi konsa deri hui hai.
Ritu bua ab ghutno ke bal beth jati hai aur bolti hai – Will you marry me Karan!
Karan- Han bua aap utho aur mere gale lago.
Sonam – Haye re,jawan ladki idhar khadi hai aur mausi ko ashiqui sooj rhi hai.
Ritu bua- Toh ja ab chali ja ab bhi konsa der hui hai.
Neha- Are Sonam main tere se pure 18 din badi hoon toh pehla hakk mera banta hai.
Ritu bua – Kyo bhabhi aaj in dono ki shadi ka faisla kar hi dete hai karan se.
Karan ki mummy- Aare tum pagal ho kya, neha uski sagi behen hai ye tumne soch bhi kese liya.
Bua- Are bhabhi main toh majak kar rhi thi.
Itne me Sital didi bhi aajati hai aur wo bhi mummy ko kehti hai ki ye sab mjak tha.
Karan ki mummy – Karan beta tu late ho rha hai ja pehle office ho aa.
Ab Karan waha se nikal kar garrage me jata hai aur fir uske bad car se kapda utar kar car me beth kar papa ke office ke liye nikal jata hai.
To be continued.. please write comment and give your feedback!
Dosto meri ye kahani apko achhi lag rahi hai ya nahi mujhe bataiye, kyoki main aise bilkul nahi chahta ki main apna aur apka dono ka time kharab karu. Abhi tak apki aur se koi khas feedback nahi mila hai joki mere liye bahot nirasha janak hai!
What did you think of this story??
Comments