Sara Gussa Chod Kar Nikala – Part 1
Main – Abe maine nhi jana, wese bhi main tumhari family ke bich me kya karunga.
Manish – Sale chutiye main teri gand mar lunga. Kya matalb hai kit u bich me aayega. Sale tu humari family ka hi member hai. Jyada hi nkhare mat kar.
Main – Yaar main itni raat ko nhi aa skata samjha.
Manish – Mujhe lagta hai ab tujhe gussa aa rha hai. Chal thik hai agar tera mood hua toh aa jayio aage teri marji hai. Ye kahani aap desi kahani dot net par padh rhe hai.
Fir hum dono meri bike par ghar ke liye nikal gye. Kuch hi der me hum dono Manish ke ghar aa gye. Maine socha kyo na aaj Ankita ko dekha jaye bahot din ho gye hai. Maine Ankita ko dekha tak nhi hai. Mujhe ache se pata tha ki Manish mujhe andar le kar hi jayega isliye main bola.
Main – Manish yaar pani ki bahot pyas lag rhi hai. Please ek bottel le kar aayio main bahar hi wait kar rha hoon.
Manish – O sale, tune kya samjha hua hai mujhe tera nokar hoon kya. Chal andar aaja aur pani kya chaye pi kar jayio, chal aaja.
Mujhe Manish se ye hi umeed hi thi aur fir main uske piche chala gya. Andar ja kar main sofe par beth gya aur Manish mere liye pani kitchen me chala gya. Kitchen me Ankita bhi thi.
Ankita – Kon aaya hai Manish ?
Manish – Mummy Ankur aaya hai usko pani pina hai.
Ankita – Acha, tu ja apne room me fresh ho main use pani de deta hoon.
Manish – Thik hai mummy.
Ye keh kar wo apne room me chala gya aur Ankita mere pass pani le kar aayi. Usko dekh kar na jane kyo meri ankho me pani aa gya. Wo mujhe pani dene ke mere aage jhuk gyi, aur mujhe gusse dekhte hue boli.
Ankita – Lo piyo pani.
Main – Manish gya ?
Ankita – Haan wo toh gya par tum kyo puch rhe ho ye sab.
Main – Kya tum abhi bhi gusa ho ?
Ankita – Haan main gussa hoon toh kya kar loge tum?
Maine uska hath pakda aur bola – Meri jaan kya hua kyo mujhe marne me lagi hui ho tum. Meri jaan please mera phone pick toh kar liya karo. Please mujhe se baat karo please.
Ankita – Maine tumse koi baat nhi karni hai okay.
Ye sunte hi mera dil sa toot sa gya aur mera sara dard meri ankho me se ansu ban kar bahar aane lag gya.
Ankita – Ankur agar tum mujhe sach me pyar karte toh tum meri sari baten mante aur mujhe aise jaldi jaldi chod kar na jate.
Main – Yaar tum manti kyon nhi, ab tum hi bato Manish aur uncle ke ghar par hone par main kese jaldi jaldi sex kar skata hoon na.
Ise aage main kuch aur bolta par isse pehle Manish ka door khul gya. Main jaldi se apni dono ankhen saaf kar li.
Manish – Abe kya hue teri dono ankhen lal kyo ho gyi ?
Ankita – Ankh me kuch chala hai iski.
Manish – Kamal hai dono ankho me ek sath hi chala gya.
Ankita – Beta mere luch table par laga liya hai kha lo.
Manish – Aaja Ankur kha le.
Main – Nhi bhai tu hi kha mujhe bhook nhi hai.
Manish – Yaar tujhe kya ho gya hai please kha le naa.
Main – Nhi yaar mujhe papa ke sath bahar bhi jana hai. Agar main late ho gya toh papa meri jaan legen.
Ye keh kar main uske ghar se nikal gya. Bahar aate hi meri ankho se ansu nikalne lag gya. Main jaldi se apne ghar aaya aur apne room me ja kar jor jor se rone lag gya. Main Ankita ke pyar me pagal sa ho gya tha. Aise mere 3 din nikal gye aur main bahot hi sad ho chukka tha.
12 march ko mere pass Manish ka phone aaya aur maine uska phone uthaya toh wo bola – Ankur hum college ke kuch dosto ne daru ka program banaya hai tu chalega.
Main – Nhi bhai meri tabyit thik nhi hai.
Manish – Yaar tu chal toh shi sab kuch hum tera thik kar degen.
Main – Nhi bhai sach me meri halat bahot kharab ho rhi hai.
Manish – Thik hai tu rest kar aur kisi bhi chij ki jarurt ho toh pleas mujhe bta diyo okay. Main bhi unke sath nikal rha hoon.
Fir usne phone cut kar diya, maine aise hi time dekha toh 11 baje chuke the. Maine socha ki is time toh uncle bhi ghar se nikal gye honge. Ab Manish bhi ghar se ja rha hai. Matalb ki ab Ankita ghar par akeli hai. Main ye soch kar hi pagal sa ho gya.
Main jaldi se ache se tyar ho gya aur Ankita ke ghar jane ki tyari karne lag gya. Maine raste se kuch gulab ke phool bhi Ankita ke le liye. Kyoki meri jaan ko rose bahot hi pasand hai. Fir main ache se ban kar Ankita ke ghar ki aur nikal pada.
Jab main Ankita ke ghar pouncha toh maine dekha ki koi ghar par toh nhi hai naa. Whan par koi nhi tha maine door bell bajai kuch hi der baad Ankita ne darwaja khola.
Ankita – Ankur tum yhan kya kar rhe ho, Manish toh yhan par hai nhi wo shaam ko aayega.
Comments