Bahu Rangeeli, Sasur Rangeela – Part 1

bababoy 2017-10-03 Comments

Komal – Babuji, kuch din ke liye main maayke jaana chaahti hoon.

Nandlal ne paper neeche rakkha aur use dekh ke muskuraaye.

Nandlal – Usse kuch theek nahin hoga.

Komal – Ma. Main samjhi nahin babuji.

Nandlal – Baitth. Main samjhaata hoon.

Komal unki bagal waali kursi pe baitth gayi.

Nandlal – Dekh maine sab sun liya.

Komal thodi si embarrassed thhi, woh neeche dekhne lagi.

Nandlal – Dekh pati patni mein aisa hona chaahiye. Par zyaada nahin. Jab main Umesh ki umar ka thha, main bhi kaafi baahar rehta thha. Logon se milta thha, aur ladkiyon se bhi. Ye kahani aap desi kahani dot net par padh rhe hai.

Komal achaanak se unke chehre pe dekhti hai.

Nandlal – Khula chhod de apne pati ko.

Komal unki baat samajh nahi paayi.

Nandlal – Use baandh ke rakhegi, toh woh galti karega, agar baandhna hai, toh apne pyaar se baandh, phir woh bandha rahega.

Komal – Babuji aap ne woh tasveerein dekhi nahin hai. Isiliye aap.

Nandlal – Bahu. Dekhne ki zaroorat nahin hai. Par tujhe meri baat samajhna hogi.

Komal – Kahiye babuji.

Nandlal – Beti ek baat tu dhyaan se sun le. Teri shaadi iss ghar mein hui hai, tera acchha bura main dekhunga, tere pitaji nahin. Tu phir se maayke jaane ki baat nahin karegi.

Komal ne haan mein sar hila diya.

Nandlal – Chal acchha hai yeh baat toh samajh gayi. Ab dusri baat. Aur dekh, ab hum dost ki tarah baat kar rahein hain. Sasur aur bahu nahi. Theek.

Komal ne phir haan mein sar hila diya.

Nandlal – Ab soch tu Umesh hai, aur main Komal. Theek.

Komal ne sawaaliya nazron se dekha unko.

Nandlal – Main samjhaata hoon, itna tension mat le. Agar. Dekh agar bol raha hoon, aur ek dost ki tarah samjha raha hoon. Meri baat ka bura nahin maan na.

Komal – Nahi maanungi babuji. Aaj aap se baat karke dil halka ho raha hai.

Nandlal – Dekh kuch baatein dimaag ko khula rakh ke suni aur samjhi jaati hain. Theek.

Komal haan mein sar hila di.

Nandlal – Agar main Komal hoon aur tu Umesh, aur tujhse koi galti ho jaati hai, Radhika waale maamle mein. Soch ke kuch aisi situation banti hai Mumbai main aur tujhe Radhika ke saath sona padhta hai.

Komal ek dum se sakpaka gayi, sharma bhi rahi thhi aur dang bhi thhi ke Nandlal usse aisi baatein kar raha hai. Aisa pehle toh nahin hua thha.

Nandlal – Chaunk gayi?

Komal ne haan mein sar hila diya.

Nandlal – Aur tu so gayi Radhika ke saath aur mujhe, main Komal hoon, yeh baat maaloom padhti hai, mera tujhse kya sawaal rehna chaahiye? Tu bata.

Komal – Mai. Main. Main babuji kya poocchoongi. Marr jaaungi main toh.

Nandlal – Nahin, jaanti hai teri saas ne kya poocchha thha mujhse jab mujhse yeh galti hui thhi. ?

Komal ne na mein sar hila diya. Nandlal muskuraaye.

Nandlal – Usne poocchha, kaisa laga kisi aur ke saath. Aur teri saas yeh acchhe se poocchh rahi thhi, gusse mein nahin.

Komal – Unhone aise kaha?

Nandlal – Haan. Aur main sakpaka ke reh gaya. Kuch na keh saka. Main sochta raha ke usne aise kyun poocchha. Aur phir do din baad usne asli bomb giraaya.

Komal – Kya babuji. Main samjhi nahin.

Nandlal – Usne kaha agar usse koi galti ho jaati hai toh mujhe bhi wahi sawaal karna padega joh usne mujhse kiya thha.

Komal dang rehke unka chehra dekhne lagi.

Nandlal – Uske baad meri aisi majaal kabhi nahin hui. Main use sab kuch bataane laga, ek khuli kitaab ban gaya, aur hum ek dusre ke aur kareeb aa gaye.

Uske baad humne sirf enjoy kiya apni life mein. Yeh samajh k eke hum hamesha se ek dusre ke hi rahenge, chaahe kitne log hamaari zindagi mein kyun na aayein, hum saath hi rahenge, khush. ek dusre ke saath.

Komal – Toh aapka matlab hai main bhi Umesh ko woh galti karne doon. ?

Nandlal – Nahin bahu. Par tu use rok bhi toh nahin paayegi. Zindagi ka kya bharosa. Meri baat tu samjhi nahin. Dekh, agar tujhe pata chala toh tu usse poocchhegi na, agar pata hi nahin chala toh kya karegi.

Komal – Main confuse hoon babuji.

Nandlal – Mere yeh kehne ka matlab hai ke jab aag nahin lagi hai, toh paani ki baalti kyun bharna. Woh joh karta hai, hai kare, tu kyun tension leti hai faaltu mein. Tera itna bada ghar hai, tere babuji hain, tu joh chaahti hai waise hi hota hai iss ghar mein, toh tu khush reh na. Kyun tension lena faaltu ka. Jab kuch hoga aur tujhe maaloom pada, tab dekhenge kya karna hai. Tab tak toh tu aaraam se apni life enjoy kar, khaa pee shopping kar, dil behlaaye rakh.

Komal – Babuji, ek baat poocchhoon, agar bura nahin lage toh. ?

Nandlal – Maine pehle hi kaha thha hum dost jaise baat kar rahein hain. Hai na.

Komal – Babuji agar maaji bhatak jaati toh. Kya aap unhein maaf karte. ?

Nandlal zor zor se hansne laga, Komal uske yeh response se chaunk gayi, Nandlal hansna bund kiya.

Nandlal – Maine kaha na ke hum aur kareeb aa gaye aur life enjoy karne lage. Tu ne poocchha nahin kaise.

Comments

Scroll To Top